Thursday, 24 April 2025

Nazar ya Nazariya

Jisko khuli ankhon se andhera hi dikhe, uski akhon ka kya mol,
Jisko band ankho se bhi roshni dikhe,
uski ankhen hein anmol

Ankhein toh bas zariya he,
Par hein to apne nazariya..
jo nazron ko bayan karte hein.

No comments:

Post a Comment